Rajab Ka Chand 2020 Ka Khas Wazifa | Rajab 2020 Ki Duain-Rajab K Chand Ki Dua 2020 | Wazifa Online Official

admin

Updated on:

Rajab Ka Chand 2020 Ka Khas Wazifa | Rajab 2020 Ki Duain-Rajab K Chand Ki Dua 2020 | Wazifa Online Official

Rajab 2020 k chand ki jo dua ham ap se share kar rahe hain. Is dua ko ap nay mah e rajab 2020 ka chand dekh kar 5 martaba tilawat karna hai. Yehi wo powerful dua hai jisay Rasool Allah S.A.W. Rajab ka chand dekh kar parha karte thay. Isliye fazilat k aitbaar se ye dua bohat hi mujarib hai.

Rajab Ki Dua Ki Fazilat

Bazurg farmatay hain k jo shakhs bhi mah e Rajab ka aghaz is dua ko parh kar karega.
Insha Allah poora saal us k rizq mein bayinteha barkat rahe gi.
Anjanay hadsat se Allah Tabarik o Talah ki panah naseeb hogi.
Har kaam mein Allah ki rahmat e asanian paida hon gi.
Ibadat mein dil lagay ga.
Mian biwi k dil mein aik doosray ki kamal mohabbat paida hogi.
Aulad tabiadar hogi.
Rukay huye kaam hone lagen gay.
Har jaiz dua qabooliat ka darja paegi Insha Allah.
Rajab 2020 k chand ki wo powerful dua ye hai.

Rajab Ki Dua In Arabic 2020:

Allahumma Baarik Lanaa Fee Rajabin Wa Shabana Wa Ballaghna Shahra Ramazana Wa Aa Inna Alyaa Sayyami Wal Qiyyami Wa Hifzil Li Saani Wa Ghazzi il Basari Wala Aa Taj Al Hazzana Minul Ju Aa Wal Atash.

Rajab 2020 K Chand Ka Wazifa

Mah e Rajab ka chand dekh kar ye dua is tariqay say parhen. Aap ki jo bhi jaiz hajat hain unhein dil mein rakh kar ye dua 5 martaba awal o akhir 11 bar darood e pak k hamra tilawat karen. Insha Allah aenda saal mah e rajab se pehle pehle ap k dil ki tamam naik tamanaen is mubarak dua k wasilay say qabooliat ka darja paen gi.

Dua

dua hai k Allah ki zaat Hazoor Nabi Kareem S.A.W. k Nalain e Pak k sadqe mein Mah e Rajab ki khas ul khas barkat ka ap par nazool farma kar ap ki tamam jaiz hajat ko qabool o manzoor farmaen ameen sum ameen.

Rajab رجب‎ Chand Mubarak

About Mahe e Rajab the seventh month of the Islamic calendar. The lexical definition of Rajaba is “to respect”, of which Rajab is a derivative.

This Rajab month is regarded as one of the four sacred months in Islam in which battles are prohibited. The pre-Islamic Arabs also considered warfare blasphemous during the four months.  Shiite believe Rajab is the month in which ‘Alī ibn Abī Tālib, the first Imam of Shia Islam and Fourth Caliph of Sunni Islam, was born inside the Kaaba, the most sacred place of worship for Muslims.

The month is also a prelude to the month of Ramadan, which follows after the intervening month of Sha’ban. When Muhammad sighted the moon of Rajab, he used to pray to Allah in the following words:

Maula Rasoolallah SAWAW was said : Jo Mah-e-Rajab ki mubarak-baad dey, usay Jannat ki basharat dena.

Jo shakhs Mah-e-Rajab ko paye aur us kay awwal, us kay wast aur aakhir mein ghusal karay, tou woh gunahon se is tarah pak ho jaye ga jesay aaj hi shikam-e-madar se bahir aaya ho.

Amaal-e-Shab-e-1st/Pehla -Rajab:

1. Ghusl
2. Ziyarat-e-Maula Husain ASWS
3. After Namaz-e-Isha, offer 2-Rakat Namaz, in 1st-Rakat recite Sura-e-Al-Hamd, Sura-e-Alam Nashra and 3 Sura-e-Ikhlaas, in 2nd-Rakat recite Sura-e-Al-Hamd, Sura-e-Alam Nashra, 3 Sura-e-Ikhlaas, Sura-e-Falaq and Sura-e-Naas

4) After this 2-Rakat Namaz, 30 times La ilaha illallah and 30 times Durood-e-Pak

Day wise Events of Mah-e-Rajab-ul-Marjab:

01 Rajab, birth of Shī‘ah Imām, Muhammad al-Bāqir
03 Rajab, death of Twelver Imām, ‘Alī al-Naqī
05 Rajab, birth of Twelver Imām, ‘Alī al-Naqī
06 Rajab, Many Sufi followers of the Chishti tariqa (path) celebrate the anniversary of Khawaja Moinuddin Chishti
07 Rajab, Twelvers observe the Festival of Imam Musa al-Kazim in dedication of Musā’ al-Kādhim.This is so that we do not miss celebrating the birth of the 7th Imam which took place in the month of Safar. In the 7th month (Rajab), on the 7th day we celebrate the birth of 7th Imam.
08 Rajab, Shayk Sultan Nazim adil Al Haqqani passes away, a Turkish Cypriot Sufi Muslim sheykh and spiritual leader of the Naqshbandi tariqa.
09 Rajab 932 AH, the Battle of Panipat and the establishment of the Mughal Empire
09 Rajab, birth of ‘Alī al-Asghar
10 Rajab, birth of 9th Imam Twelver Imām, Muhammad al-Taqī
13 Rajab, birth of ‘Alī ibn Abī Tālib
14 Rajab, passing of Shayk Habib Ahmad Mashoor al Hadad Bin Taha
15 Rajab, death of lady Zainub
16 Rajab, birth of Gulam Ghous Qadri Sadik shah baba [Sufi sant of pashan, in maharashtra state in India]
18 Rajab, death of Abraham (In accordance with Shi’a Islam)
20 Rajab, birth of Janabe Sakina bint Hussain
22 Rajab, Koonday (table cloth dinner) is organized by Shia and Sunni (Not all, as it is controversial) among Muslims of South Asia. It is an occasion for Muslims to discuss Allah and the Ahlul Bayt and to strengthen ties among the community with love and compassion. It is purported to be the day Mu’āwiyah died
24 Rajab, victory to Muslims in the Battle of Khaybar
25 Rajab, death of 7th Imam Twelver Imām, Musā’ al-Kādhim
26 Rajab, death anniversary of Mohsine Islam Jaanbe Imran Abu Talib, Uncle of Muhammed and father of Imam Ali
27 Rajab, Majority of Muslims, along with Shī‘ah Muslims observe the Mi’raj (the day Muhammad is believed to have ascended to heaven). It is a national holiday in some Muslim countries.
28 Rajab, Husayn ibn ‘Alī started his journey to Karbalā from Medina.
28 Rajab 1342 A.H. (3 March 1924), the Ottoman Caliphate was abolished by Mustafa Kemal Atatürk
In the year 5 A.H Bilal ibn al-Harith is reported to have brought a congregation of four hundred men named Banu Muzeena in the presence of Muhammad. They all embraced Islam.
The Battle of Tabouk took place in Rajab, 9 A.H. (October 630)
The second Oath of Aqabah took place in Rajab, 12 A.H. (September 633)
Jerusalem was captured by Saladin in the month of Rajab, 583 A.H. (September/October 1187)
Nakba Day on 6 Rajab 1367 A.H. (15 May 1948)
—————————————————————————————-

Rajab Ka Chand 2020 Ka Khas Wazifa

1-Rozana 1000 martaba padein
Ya Hayyu ya Qayyumu
2-Pure mah mein 3 roze.
3-Rozana aada ghanta darood shareef.
4-Rozanah do rakat nafil

Do rakat nafil is tarah padein ke Soorah Fatiha ke baad Surah Ikhlas 21 martaba padhein. Namaz se farigh hone ke baad 10 martaba Darood e Paak padhein aur phir Dua karein to Allah Tala is ki dua qubool farmaayenge aur jab doosron ke dil murda ho jayeinge to is ka dil zinda rakhenge.

Rajab Ka Chand 2020 Ka Khas Wazifa | Rajab 2020 Ki Duain-Rajab K Chand Ki Dua 2020 | Wazifa Online Official

Leave a Comment