Rizq Main Izafa Ki Dua – Rizq Mein Barkat

admin

Rizq Main Izafa Ki Dua – Riz main har koi izafa chahta hai. Lekin bohat se is main nakam ho jate hain. Kuch log halal aur haram ki tameez kiye bina bas yehe chahte hain ke un ke paas dolat ajaye. Bohat se log iss main kamyab bhi hojate hain. Lekin zayada tar log nakam hi rhte hain.

Aaj ham apko aik aisa amal aisa wazifa ya dua ke bare main bateyn ge jis se sirf aap ke Rizq Main Izafa hoga balke ye dua dolat ka dher lga de gi. Yeh amal bohat he asaan hai yani iss amal ko har koi kar sakta hai.

Moazaz dosto aap ne rizq main izafa ke liye bohat se amal kiye hon ge. Lekin ye amal ya dua jo aaj ham apko batane jarahe hain ye aap zaroor karen. App yaqeen nahi kar sakte ke yeh rizq mein barkat ka wazifa kitna powerful hai.

Read Also: Motapa Kam Karne Ka Tarika – Latka Hua Pait

wese to bohat rizq mein barkat ki surah bhi hain lekin ye bilkul choti si dua hai jo har koi asani se parh sakte hai. Aur iss ko parhna bhi sirf 11 bar hai. Tau dosto chalte hain apne wazifa ki janib aur ham aap ko btate hain ke aap ne ye amal kis tarha karna hai. Aur iss amal ki kia kia shrait hain. Aap iss amal ko pure yaqeen ke sath karen.

Rizq Mein Barkat Ka Wazifa

Dosto aap ne ye amal iss tarha karna hai ke rozana asar ki namaz ke baad 11 bar app ye dua parhen. Aur phir iss amal ka kamal dekhen. Agar hosake tau aap iss dua ko yaad kar len taake apko parhne main asani ho. Rizq mein barkat ka wazifa aur yeh hai.

Rizq Main Izafa Ki Dua

اللّهُـمَّ رَحْمَتَـكَ أَرْجـو فَلا تَكِلـني إِلى نَفْـسي طَـرْفَةَ عَـيْن، وَأَصْلِـحْ لي شَأْنـي كُلَّـه لَا إِلَهَ إِلَّا أنْـت

Wazifa Karne Ki Shart

Dosto jab bhi koi wazifa karen to pure yaqeen se karen. Kabhi bhi kisi bhi wazifa main shak na karen. Hamwsha Bawuzoo aur paak saaf hokar wazifa karen. Apna libas aur jaga ko paak saaf rakhen. Jis wazqt wazifa shuru karen rozana usi waqt wazifa karen. Jab tak aap ka maqsad pura na hajaye yab amal na choren.

Mazeed detail ke liye aap ye video bhi dekh sakte hain.

Rizq Main Izafa Video Wazifa

 

Leave a Comment