3 Din Me Rishta Hone Ka Wazifa

admin

Updated on:

3 din me rishta hone ka wazifa

3 Din Me Rishta Hone Ka Wazifa – Aladl Allah taala ke Asma alhusna mein se aik naam hai. is ka matlab hai. khoob insaaf karne wala. bachiyon ke achay rishton ke husool ke liye Ya Adal intehai maqbool aur mujrib wazifa hai

3 din me rishta hone ka wazifa
3 din me rishta hone ka wazifa

2 rak-at namaz parh kar ya Adal ka wazifa karne ki barket se gurbat, be rozgari, fiqr o faqa, aur bemari se nijaat mil jati hai. agar beti ke liye munasib rishta nah mil raha ho to is soorat mein Allah Tabarak o taala behtareen asbaab peda kar day ga aur baityon ke achay naseeb samait tamam umoor mein Allah rab ulizzat is shakhs ki kifalat –apne zimma le le ga aur ye sirf 3 Din Me Rishta Hone Ka Wazifa hai.

3 Din Me Rishta Hone Ka Wazifa ( Method )

Is wazifay ki barket se parhnay walay ko Khashoo aur Khazoo naseeb ho ga aur aamaal kher ki baja aawri ki tofeq bhi naseeb hoti hai

Jaldi Shadi Ka Wazifa in Quran | Just in 3 Days

Ya Adal ka wazifa karte waqt awwal aur aakhir mein 11, 11 martaba duroood shareef parheen. aur phir so ( 100 ) martaba rozana Ya Adal ka vird karen. is wazifa ko hasb e tofeq aur hasb e Mansha 11 din, 21 din, 40 din ya is se bhi ziyada jitna arsa ke liye aap chahain jari rakh satke hain

Mazeed wazaif ke liye hamara YouTube Channel aur Facebook Page visit karen

تین 3 دن میں رشتہ ہونے کا وظیفہ

العدل اللہ تعالیٰ کے اسماء الحسنٰی میں سے ایک نام ہے ۔ اس کا مطلب ہے ۔ خوب انصاف کرنے والا ۔بچیوں کے اچھے رشتوں کے حصول کے لیے یا عدل انتہائی مقبول اور مجرب وظیفہ ہے

Darood Tanjeena Ka Wazifa for Marriage

دو رکعت نماز پڑھ کر یا عدل کا وظیفہ کرنے کی برکت سے غربت، بے روزگاری، فقر و فاقہ ، اور بیماری سے نجات مل جاتی ہے ۔ اگر بیٹی کے لیے مناسب رشتہ نہ مل رہا ہو تو اس صورت میں اللہ تبارک و تعالیٰ بہترین اسباب پیدا کر دے گا اور بیٹیوں کے اچھے نصیب سمیت جمیع امور میں اللہ رب العزت اس شخص کی کفالت اپنے ذمہ لے لے گا

3 Din Me Rishta Hone Ka Wazifa

اس وظیفے کی برکت سے پڑھنے والے کو خشوع اور خضوع نصیب ہو گا اور اعمال خیر کی بجا آوری کی توفیق بھی نصیب ہوتی ہے

یا عدل کا وظیفہ کرتے وقت اوّل اور آخر میں 11، 11 مرتبہ درود شریف پڑھیں ۔ اور پھر سو (100) مرتبہ روزانہ یا عدل کا ورد کریں۔اس وظیفہ کو حسب توفیق اور حسب منشاء 11 دن، 21 دن ، 40 دن یا اس سے بھی زیادہ جتنا عرصہ کے لیے آپ چاہیں جاری رکھ سکتے ہیں

Leave a Comment